Tuesday, 14 March 2017

Raat yun dil mein teri, khoyi hui yaad aayi Jaise viraane mein chupke se bahaar aa jaye Jaise sahraon mein haule se chale baad-ae-naseem Jaise bimaar ko be-wajaah quraar aa jaaye

Raat yun dil mein teri, khoyi hui yaad aayi
Jaise viraane mein chupke se bahaar aa jaye
Jaise sahraon mein haule se chale baad-ae-naseem
Jaise bimaar ko be-wajaah quraar aa jaaye
                                 (Faiz Ahmed faiz )

un ka ana hashar sy kuch kam na tha or jab paltay qayamat dhaa gaye

un ka ana hashar sy kuch kam na tha  
 or jab paltay qayamat dhaa gaye
                                               ( Ahmed Nadeem Qasmi)

tou ne dekhi hai woh peshaani woh rukhsaar woh hont zindagi jin k tasawur mei luta di hum ne


ik or darya ka samna tha muneer mujh ko mein aik darya k paar utra to mein ne daikha


Woh bazahir jo kuch nahi lagtay un say rishtay bala k hotay hain


viran hai maikada , kham-o-sagar udaas hain tum kya gaye k rooth haye din bahar k


Woh mere ho k bhi mere na huwe un ko apna bana k daikh liya